THE SMART TRICK OF #ISLAMIC #SABAQ #DEEN #KA THAT NO ONE IS DISCUSSING

The smart Trick of #islamic #sabaq #deen #ka That No One is Discussing

The smart Trick of #islamic #sabaq #deen #ka That No One is Discussing

Blog Article

आज जिस पश्चिमी सभ्यता को महिलाओं का उद्धारक समझा जाता है। जबकि अगर गहराई के साथ सोंचा जाए तो उसने महिलाओं के अपमान में कोई कसर नहीं छोड़ी,और स्वतंत्रता के नाम पर उसको इस बात पर मजबूर कर दिया कि वह माँ होने की भी ज़िम्मेदारी पूरी करे और बाप की जिम्मेदारी का भी कुछ हिस्सा अपने उपर ले ले। उसे बच्चे को भी जन्म देना है,अपने बच्चों को दूध भी पिलाना है और उसके पालन-पोषण की भी जिम्मेदारी उठाना है। घरेलू कामों से भी निपटना है और साथ ही साथ नौकरी भी करनी है। और आमदनी बढ़ाने में भी हाथ बँटाना है। और फिर उसे इस प्रकार अपमानित किया गया कि माचिस की डिबिया से लेकर जेवरात, कपड़ों और फिल्मों के प्रचार तक हर जगह उसकी सुंदरता का प्रदर्शन किया जाता है और उसके मान सम्मान को निर्वस्त्र किया जाता है। क्या कोई सभ्य व्यक्ति अपनी माँ बहन या बेटी को निर्वस्त्र अवस्था में देखना स्वीकार करेगा?

हजरत मौलाना राबेअ हसनी नदवी दामत बरकातहुम

तहरीके इस्लाहे मुआशेरा ऑल इंडिया मुस्लिम पर्सनल लॉ बोर्ड

Islam ek aisi mumlikat hai ke jis ki sarhaden atal hain aur woh sarhaden khuda wandi dastur se bani huwi hain, jo qila band Shaher panah ki manind hain. Zamane ki kisi zarab se na wo toot sakti hain aur na hal sakti hain. Ye mumkin hai ke kuch log in sarhadon se bahar nikal jayen magar ye un ki ta’addi hogi, hudood apni hee jageh atal rahen gi.

Shariyat ki yeh wo badi khubi hai jis ki Bina par har zamana aur har muashereh mein is per amal der aamad aasaan raha hai aur is ki talkeen ki jati rahi hai aur chuki yeh shariyat insanon ki banayi hui nahi hai balke is arz-w-sama aur iski makhlukat ke khaliq Allah rab-ul-alamin ki taraf se mukarrar karda hai, aur wo Insaan ki takat amal aur zarurat ko sab se zyada janta hai, isliye yeh kanoon-e-shariyat insaan ki fitrat ke bilkul mutabik hai is Hello liye deen-e-islam ko “deen-e-fitrat” se bhi taabir kiya gaya hai aur chuke yeh shariyat is Hello zaat-e-aala-w-ajal ki mukarrar karda hai isliye is ki makhluk mein se kisi ko bhi isme se kisi tarmeem-w-tagaiyur ka Haq nahi hai.

हजरत मौलाना सैयद मिन्नतुल्लाह रहमानी रह०

Islami shariat ki jame’iyat aur kamiliyat jo is ki aham tareen khususiyaat hain islam for every amal karne ke silsile mein is ko bhi peshenazar rakhna zaruri hai, is ki jame’iyat ke rukh se hum ko ibadat, akhlaqiyat aur muamlaat teeno pahlu ka amal humara fariza hai, ibadat ka buniyadi mazhar Namaz, Roza, Zakat, Haj hai, akh’laqiyat ka mazhar achha tarze amal aur apsi bartao, hai aur muamlat ke lihaz se apsi bartao, karobar aur muashi – w-muashrati muamlat hain, hum musalmano ke liye in sab pehluo mein shariyat ka paband hona zaruri hain, aur in par amal karne mein mulk ka dastur koi rukawat nahi dalta, agar intezamiya ya kisi jamati sateh se koi rukawat aati ho to Dastur ke hawale se musalman qayadat sarbarahan intezamiya aur Dastur mulk ke muhafiz idarah adalat se ruju karna hamara farz hain, aur is farz ko hamare board anjam deta hain, lekin islami shariyat ki pabandi ke khilaf warzi khud musalman ki taraf se ho rahi ho to islami shariyat ka kaar anjam dene walon ke paas islami shariyat ki ahmiyat ko batana kis qadar zaruri ho jata hain, musalmano ko in ka paband karana sab ahle haq ka farz ho jata hain, aur ye is waqt musalmano ki kotahiyon ka bada maslah ban chuka hain, ye maslah bhi bohot ahmiyat ka hain, is ke liye musalmano ke ahle fikar haazrat ko is ki taraf badi tawajjoh karne ki zarurat hain musalmano ko shariyat-e-islami ki pabandi mein mukhtalif qism ki kotahiya ho rahi hain, is ki taraf tawajjah dilane aur shariyat par amal karne ke liye aamada karne ki Bohot zarurat hain, islahe muashrah aur tafhime shariyat ke zariye ba’khubi anjam diya ja sakta hai, RabbulAalamin ka kya hukm hain aur kin bato se mana kiya hain, ye sab shariat ke dayre mein aata hain.

(पुर्व जनरल सेक्रेटरी ऑल इंडिया मुस्लिम पर्सनल लॉ बोर्ड)

मानवीय संप्रभुता और देश का जो एखलाकी वरषा है उसकी अनदेखी करते हुए मात्र अपनी व्यक्तिगत किस्म की बातों में अपने ध्यान केंद्रित कर देना एक तरह से इंसानी व एखलाकी बीमारियां हैं, यह किसी भी कौम में हो सकती हैं और होती हैं, लेकिन जरूरत इस बात की होती है कि बुराई को बुराई स्वीकार किया जाय और कम से कम बुद्धिमान लोग और सत्ताधारी लोग बुराई को बुराई कहने और उसको दूर करने की फिक्र करें, अन्यथा देश और समाज में पैदा होने वाली बीमारियां दीमक की तरह खामोशी से देश व समाज को खोखला करके अधोगति में पहुंचा सकती हैं.

तहरीके इस्लाहे मुआशेरा अॉल इंडिया मुस्लिम पर्सनल लॉ बोर्ड।

अकलीयत तवज्जोह व फिक्रमंदी एख्तियार करके अकसरीयत से आगे बढ़ सकती है

तहरीके इस्लाहे मुआशेरा अॉल इंडिया मुस्लिम पर्सनल लॉ बोर्ड

deeni talim, asri talim, khidmat-e-khalq, musalmanon ki shiraza bandi aur ummat ke mukhtalif kaamo ke liye musalmanon ko jod kar be-shumar idare aur tanzimein qayam kiye hai, urdu zuban ki mulazimat aur muaashi mufadat se be-talluq ho jane ke bawajud musalmanon ke darmiyan rabte ki haisiyat se is ki hifazat ki hai aur bohot si amli, deeni, tanzeemi,balke ek had tak siyasi khidmat anjam di hai aur de rahe hai.

Hindustan mein musalman agarche akliy’at mein hai lekin yeh akliy’at badi bhi hai aur khasi had tak baa asar bhi hai, isi ke saath is akliy’at ko do khususiyat aisi bhi hasil hai jo is ko khud Kafil aur taraqqi pazir banne wali ummat banane mein madadgaar sabit ho get more info sakti hai .

Report this page